Friday 27 December 2013

telepathy seekhiay

TELEPATHY SE DILCHASPI RAKHNAY WALON K LYE AIK BOOK LAY KER HAZIR HUA HOON
PERHEN AND BATAYEN APKO KESE LAGI
LINK IS HERE...
click

learn reiki in urdu by images










friends welcome again aj main ap k liay reiki cource asaan images me le kar aya hoon.
see this photos

chakras

there are 7 chakras in our body..
see this image

Wednesday 18 December 2013

Mind and Mind Power



Mind and Mind Power

MIND AND MIND POWER !
AKser hum ye kehty hen.k mery dimagh [brain] me ye bat aei hy.jab k koi bhi bat ya idea humary dimagh me nahi bal k mind me ata hy.
kiyon k hum aam tor per brain or mind me ferq nahi ker paty.ya humy malom nahi hota .k dono me kiya bunyadi ferq hy.humara brain derasl humary jisim k sab se upri hisy yani khopri k ander gosht post sy bana hoa hy.jisy bherhal dakha ja sakta hy.lekin jo humara mind hy.wo derasal humary pory jisim ka ehata kiye hoy hy.ya hum keh sakty hen.k brain k pus e perda jo cheez work kerti hy.ya jo chupi hoi hy.wo humara mind hy.

TREATMENT OF MAGIC


TREATMENT OF MAGIC:
Magic means putting effects usually harmful on living bodies (animals and plants) by using negative powers of the universe
Before curing magic ,u must know how it acts;
Actually magic is done by one or many of following 3 ways;
1-Junter= taweez
2-Muntar= wird/wazeefa
3-Tunter=by use of jamadaat (stones & metals) & dead parts of animals & plants

Reiki



Reiki Course:
Levels in Reiki Healing System:
4 Levels are there in Reiki Healing, The first 2 Levels are for Reiki Practitioners & rest of 2 Levels for Reiki Masters,

ism e azam


ISM E AZAM” SAY MURAD KHALIQ E QAINAAT ALLAH TALAH KA WOH MAKHSOOS ISM / NAAM HAY JISSAY WIRD KER KAY DUA KERNAY SAY HAJAAT POORI HOON,
QOOL MASHOOR HAY KAY ALLAH TALAH KAY 1000 MASHOOR NAAM HAN JIN MAIN SAY 300 NAAM "TORAIT" MAIN HAN, 300 NAAM "INJEEL" MAIN HAN, 300 NAAM "ZABOOR" MAIN HAN AUR 99 NAAM "QURAN PAK" MAIN HAN, JAB KAY AIK NAAM YENI HAZARWAN NAAM MAKHFI HAY AUR KISSI QISMAT WALLAY HEE KO BA-HUKMAY ALLAH USS NAAM KA ILM DIYA JAATA HAY, AUR YEHI NAAM ISM E AZAM KEHLATA HAY,
ALBATA ALOOM E ROOHANI KI ROOH SAY ISM E AZAM KI 2 TYPES YENI AQSAAM HAN,

KASHF E QABOOR

KASHF E QABOOR (HAZRAAT AL ARWAH):

ROOH SAY MULAQAT KA BEHTAREEN TAREEQA “KASHF E QABOOR” HAY,
ISS KA TAREEQA STEP BY STEP YEA HAY;
1-RAAT KO KISSI BUZURG KI QABER PER JAIN
2-AUR SUNNAT TAREEQAY SAY AHLAY QABER KO SALAM KERAIN AUR FATIHA (1 BAR SURAT FATIHA AUR 3 BAR SURAT IKHLAS, AWAL O AKHIR DAROOD PAK TAQ MERTABA) PERHAIN AUR ISS KA SAWAB BUZURG KI ROOH KO BAKHSHAIN.

HYPNOTISM


HYPNOTISM:
HYPNOTISM {speaker} (also hypnosis) noun IS THE PRACTICE OF HYPNOTIZING A PERSON (= putting them into an unconscious state "LA SHAOOR" ) SOMETIMES FOR MAKING CHANGES IN MIND OF THE PERSON BEING HYPNOTIZED ACCORDING TO THE WILL OF HYPNOTIST.

2 GREAT AMALS


HOLLY PROPHET OF THE UNIVERSE "HAZRAT MUHAMMAD (SAW)" ONCE SAID;

AWAL O ZIKAR "LA ILLA HAY ILLA ALLAH", WA AWAL O DUA "ALHUMDOLILLAH HAY RABAL AL ALAMEEN"

MEANS;
BEST ZIKAR IS "LA ILLA HAY ILLA ALLAH", AND BEST DUA IS "ALHUMDOLILLAH HAY RABAL AL ALAMEEN"

EXPLANATION:

IT HAS 2 PARTS,
1-ZIKAR
2-DUA

MARAQBA YA MEDITATION

MARAQBA YA MEDITATION:

Maraqbay say murad hay appne demaghee quwatto ko kisi ik kiyal per mazkoor kerna. Yane '' Yaak Khayaali'' key zehni kefiyat ka hasool he maraqbay may kamyaabi key alammat hay. Or Agar Maraqba zikker e Ellahi kay leyay keya jayee to bohat azmaat o muqaam ka baiss banta hay.
Jessay kay Surah-e-Muzammil key Ayaat number 8 may hay:

Terummaja: Or zikker kero appnay raab kay naam ka or essi kay ho raho sab say kaat ker pori terha.(al-quran)

Mahireen-e-aloom-e-roohaniyat kay mutabiq
''or ussi kay ho rahoo saab say kat ker pori terha''
say muraad maraqbay key kefiyyat hay.
Marqbay key Tay'yaari:

TASKHEER A JINNAT



TASKHEER A JINNAT 

wazeh rahe k ye amal intehai sakhT amleyat me se 1 he or is tarha k amleyat me jan janne ka khof pagal honne ka khtra b hotta he  to is ko karne se pehle admi achi tarha soch le k ayya me isse kar paou ga k nahi or agar ap ka koe ustad ya sheikh he phr kam chal jae ga ap ka
 TARTEB A AMAL
no chandi mangal ko isha ki namaz k bad means no chandi mangal k din isha ki namaz k bad ... 1 khali makkan jo bilkullllllllll  kacha hoooo chat b kachi ho or dewarey b kache hoo us me amil jae or sath me mandarja zeel bakhurat b le kar jae

Hamzad Amliat

HAMZAD KIA HAi..


Bahot se hazrat Hamzad ko abhi tak sahi tarah se nahin samjh pay woh hamzad ko jinaat se mumasil samjhty hain, ke hamzad or jin me bas nam or kam ka farq hy jabke dar haqiqat ye qudrat ki do mukhtalif takhliq hain or jin or Hamzad me bahot farq he. mujhay is silsilay me kafi email mosool huin jin se me ne in abhaam ka andaza lagaya or socha ke is pehloo pe bhi guftugu ki jay. main pehly bhi bayan kar chuka ke jinaat ki takhliq aag se hui or hamzad rooh he or rooh kesay peda ki gai ye koi nahi janta. Allah ne hazrat Adam A.S me apni taraf se rooh phoonki or ye Allah ke hukm se he, iskay ilawa hamein Allah ne rooh ki pedaish ke mutaliq nahin bataya, or koi nahin janta ke rooh ki takhliq kesay hiu,

Thursday 12 December 2013

amliyat E hamzad


TASKHEER E HAMZAD QURANI IN 21 DAYS

Ye amal andheray me kia jata he, rat ke waqt kisi tanha kamra me karna hoga, qibla rukh beth kar. roshni bilkul na ho, ankhain khuli rakhni hon gi or khuli ankhon se andhery me hamzad ka tasawar rakhain ke samnay mojood he. bawuzoo ho kar shuroo karain. amal keliy koi pak saf libas muntakhib kia jay or sirf amal ke waqt pehna jay. libas qimti or fakhra na ho. doran e amal khusboo ka istimal rahay kamra khushboo se muatar rahay or parhty waqt hamzad ka koi bhi bakhoor sulgain. parhez sirf or sirf sharai mamnooat or makroohat se he, jo marzi khain piyen, bas yad rahay ke shariyat ka haram haram he or shariyat ka halal halal he. bas badboo dar ashiya or nasha awar ashiya se parhez karain koi parhez e jilali ya jamali karnay ki zuroorat nahin. rozana 2100 bar wird karain magar awaz itni oonchi ho ke khood ko sunai day. ankhen andhairy me markooz rakhen ke hamzad smnay mojood he or ap usay keh rahay hain amal ye he.
یا فلاں اُحْضُرُ اُحضُرُ بِحِقِ رُوْحُ الْاَ مِیْنْ

hazad amal k liay hidayat

KAMRAa KI SHART:
hamzad ke amal keliy me ne sharait me kamray ke mutaliq likha ke jab tak amal ho ga chahy jitny din ka bhi amal ho us kamra me siway aamil ke koi dakhil na ho, aksar bhaiyon ko ye shart bahot mushkil nazar ati he, ye shart hamzad ke amal ke sath makhsoos he, yaqin maniy ke ye to shart ka ek hisa he warna haqiqat main or asoolan to jo kamra muntakhib kia jay woh abadi se door ho, wehm bhi na ho ke wahan doran e amal koi or shakhs pahnch sakta he or ghar me ho sakta he hamzad ka amal, aj ke dor me dihat me to esay makan mil jaty hain shaher me bahot mushkil he, magar yad rakhain ke agar ap ghar me kamra ka intkhab karty hain to bilkul theek he koi mazaiqa nahin, magar shart ye he k doran e amal kisi ki awaz kano tak na pahnchay, chahy hamzad ke ilawa bhi kisi taskheer ka amal ho shor o ghul ki ijazat nahin, abadi se door makaan dhoondhnay ki mutadid wajoohat hain qk agar ap ghar me amal start karty hain or amal ke doran koi function jesy shadi biyah start hua to amal zaya samjhain qk esay shor o ghul me amal karna mehz waqt zaya karny wali bat he, doosri waja ye he k ghar me amil hamzad se bahot dhokay khata he, kabhi achanak ronay ki awaz ati he jesay ghar ka koi banda fot ho gaya or esi halat me acha khasa tajarba kar amil bhi dhoka kha ke uth jata he, kabhi lagta he ghar me aag lag gai, kabhi mehsoos hoga ke ghar me hadsa ho gya or apko hospital jana he, to inhi wajoohat ki bina pe abadi se door amliat kiy jain to behtar he. in short hamzad ke amliat jo tasawr ke hain or un me kuch prha na jay un me ye shart nahi magar jo amliat hain mustanad un me ye shart poora karna ho g.

Amil aOr hmzaad ki jung


AMIL OR HAMZAD

Amil or hamzad ke darmian amal ke waqt ek muqbla ki fiza hoti he, hamzad cahhta he ke amil ka amal poora na hony pay or amil ki koshish hoti he ke amal ko kamyabi se mukammal kar le, yad rakhiy insan hamzad se afzal he or ziada qawwi he, hamzad insan se kamzor he tabhi to hamzad amil ke amal ki quwat se zahir hony pe majboor hota he agar woh qawwi hota to samny na ata, amal ki quwat se woh majbbor hota he ghulami pe,, isliy jab bhi hamzad samny ay us se khof na khaya jay.

Hamzad as astral body


PROOF THAT ASTRAL BODY IS A SOUL
Heare is an article written by Rin Otori, which further distinguish between modern view of astral projection from view of spirituality. Also it clarify that in somehow modern Science also at some extent admits the existence of Hamzad. Article is below;

All the great masters of this earth were accomplished in astral body projection. They could transcend space and time and could go to far off places in their astral bodies. No wonder, they could know and understand events happening thousands of miles away! However, while such expertise may not be possible without years of practice, almost every one can experience this.
Though the popularity of astral projection has reached new unprecedented level, there are still a lot of myths and superstitions surrounding it. Astral projection is nothing but using the astral body to travel to the astral plane. During this travel, though you are still connected with your physical body, your astral body becomes the center of your consciousness. Your body feels lighter and you can easily pass

Hamzad in urdu

HAMZAD KIA HAi..


Bahot se hazrat Hamzad ko abhi tak sahi tarah se nahin samjh pay woh hamzad ko jinaat se mumasil samjhty hain, ke hamzad or jin me bas nam or kam ka farq hy jabke dar haqiqat ye qudrat ki do mukhtalif takhliq hain or jin or Hamzad me bahot farq he. mujhay is silsilay me kafi email mosool huin jin se me ne in abhaam ka andaza lagaya or socha ke is pehloo pe bhi guftugu ki jay. main pehly bhi bayan kar chuka ke jinaat ki takhliq aag se hui or hamzad rooh he or rooh kesay peda ki gai ye koi nahi janta.

Tuesday 10 December 2013

Reiki in Urdu

aj main apko Reiki ki hisrory btaon ga...
Hum jab bhi bimar partay hain seedha doctors kay pas bhagtay hain aur doctors ki di hoi medicines khatay hain aur theek hojatay hain, magar kabhi aap nay ghor kia kay zamana e qadeem main log bari bari bimarion ka kis tarah ilaj kartay thay?
Aap jab Ancient Egypt ki history parhain gay to aap ko
malum paray ga kay os dor main log bimari ko bori rooh
ka asar mantay thay, means kay jab koi bimar hota iska
matlab kay koi bori rooh oskay jism main dakhil hogai
jis ki waja say woh bimar hoa aur log os patient ko priest
kay pas lay jatay aur woh priest mantar parhtay hoay patient
kay jism par hath phayrta aur patient ki sari bimari ko
dor kar dayta tha.
Africa kay jungles main aaj bhi aysay jangli kabilay hain
jahan koi bimar hota hai to yeh tasawar kia jata hai kay
bori rooh ki waja say bimar hoa hai aur iska ilaj bhi mantar
parhtay hoay patient kay jism par hath phayr kar ilaj kia
jata hai aur bari bari bimaria isi tarikay say dor hojati
hain.

Monday 9 December 2013